Monday, March 31, 2008

एक कातिल दो कसाई

खबर आई है कि देश के एक बड़े न्यूज़ चैनल के पूर्व कर्ताधर्ता एक दिन न्यूज़ रुम में पधारे.वहां काम करने वाले कर्मचारियों को अपनी गौरवगाथा सुनाई. ज़ाहिर है खुद कहानी सुना रहे हैं तो हीरो खुद को ही पेश करेंगे. उन महानुभाव ने बताया कि कैसे उन्होंने हिन्दी न्यूज़ चैनल से खबरों को हटाया,उसकी हत्या कराई.उन महानुभाव ने अपनी गौरव का बखान करने के लिए वो महानुभाव कर्मचारियों को तीन चार पहले फ्लैशबैक में ले गए, जब वो देश के एक दूसरे बड़े चैनल में संपादक थे.उन्होंने वहां जब काम छोड़ने का फैसला किया तो उन्हें रोकने के लिए वहां के सीईओ ने कहा कि तुम पागलपन कर रहे हो.यहां छोड़ने के बाद बर्बाद हो जाओगे. मिट्टी में मिल जाओगे.कोई नहीं पुछेगा तुम्हें न्यूज़ इंडस्ट्री मे.मत जाओ.क्यों खुदकुशी कर रहे हो.जाओगे तो मर जाओगे तुम. उसी दिन मैंने तय किया कि मैं हिन्दी चैनलों से न्यूज़ को मार दूंगा और यहां आकर मैंने यही किया. इसके लिए मैंने दो कसाई चुने. एक जो खबरों को झटके से मारता था.दूसरा जो उसे हलाल करता था और आज मैंनें इन दो कसाईयों की मदद से न्यूज़ की हत्या कर दी. और इसी से मैं आज इतना बड़ा खिलाड़ी बना.

3 comments:

Jitendra Dave said...

bhaai aap bahut sahi likh rahe hain. main bhi patrakaar rah chukaa hun, lekin iss peshe ki ganadgi se uub kar raam-raam kar liyaa. doosari baat aajkal ka eloctronic aur english print media secularvaad ke naam pe har samay kisi ek kaa paksh letaa nazar aa rahaa hai. koi pooraa sach nahi dikhaana chahtaa, koi desh hit ki baat nahi karna chahtaa, har jagah ek hi vichaardhaara ke log thunse hue hain jo khabaro ko sare-aam todate-marodate hain. aap iss vishay me bhi kuchh likhiye.

putul gupta said...

sabse pahle to tippani ke liye shukriya. apne media chhoda ye apka niji faisla tha. lekin jis tarah se apne media ko kosa hai wo shayad theek nahi hai.jo arop apne lagaye hai, wo puri tarah se theek bhi nahi hai. theek hai media me gandagi hai, lekin gandagi kaha nahi hai. is blog ko likhne ka maksad yahi hai ki is gandagi ke bare me logo ko pata chale aur wo sahi galat ka faisala kar sake. lekin sawal ye hai ki koun sa tantra ganda nahi hai, kisme gandagi nahi hai. loktantra ke charo piller me gandagi hai, lekin jo do tantra sabse zyada asarkarak hai, aur jo achchha kar rhe hai wo hai, nayaypalika aur media. media ne kafi achchha kam kiya hai.kai example hai, chahe wo nitish katara case to ya fir kokh me katla ka mamla, iske alwa bhi sekro chhote mamle hai. lekin ha, media me kuchh gandagi hai aur ye hi log puri jamat to badnam kar rhe hai.apne jo mujhse kaha hai ki mai uspe likhta zarur,lekin apki is bat se sahmat nahi hu ki media me ek hi vichardhara ke log bhare hai. media me har vichardhara ke log hai. lekin khabar banate waqt vichardhara ko tarjeeh nahi dete.